Mujeh ab Nokari Dila Do...

Once upon a time jab mujeh nokari nahi mil rahi thi tab aik din Mujeh (M) matti mein se alla-din ka chiragh mila… Mein ne us ko saaf kiya to aik (G) gini nikla or bola… Jo hukam mere aka. To mein ne Kaha

M: Tum mere liyeh kiya kar sakte ho
G: Jo app chahain
M: Meri har khawahish pori kar gy?
G: Ji haan!
M: To mujeh aik bari si buhat bari se hawaili bana do
G: Jumpat Jumpat… keh kar hawaili bana deta hay
M: Ab mujeh aik bi-cycle le do
G: Jungloo Jungloo.. Keh kar mujeh bi-cyle le deta hay
M: Ab mujeh aik lathi dila do
G: Taphloo Taphloo.. keh kar mujeh lathi b dy deta hay
M: Ab mujeh aik seeti be de do
G: Shorlo Shorlo.. bol kar seeti bhi dy deta hay

Or jub ye sub mujeh mil jata hay to mein G ke ag ge haat jor kar kehta hoo. Ab is bari se hawaili mein mujeh nokari dila do…

:smiley:

:cb:

Re: Mujeh ab Nokari Dila Do...

i 4get to write chokedar ki nokari dila do....... lol :D