muje is waqt aik sakht beewi ki zaroorat hai
saturday ki raat hai aur juwaani josh par hai.
aur dil pakistani hai and iraday khatarnaak haiN
muje is waqt aik sakht beewi ki zaroorat hai
saturday ki raat hai aur juwaani josh par hai.
aur dil pakistani hai and iraday khatarnaak haiN
Re: muje is waqt
Baba jawani nahi, bhudapa :p
Re: muje is waqt
kya karoon yaar juwaani hai, ab kaise rokoon is juwaani ko
mera radar system on hai...is waqt ilaqay kay 5 km radius mai koi bi laRki ayi mai usko ja kar jhappa daal dena hai
Re: muje is waqt
![]()
Re: muje is waqt
Re: muje is waqt
kaashi saal pehlay ammi ki baat maan lena aur zulekha say shaadi kar leta ![]()
Re: muje is waqt
tou aaj yeh din na daikhna parhta ![]()
Re: muje is waqt
![]()
Re: muje is waqt
lagta hai kissi gori ko phone shone karna paray ga ![]()
Re: muje is waqt
hath teri babeyaaa ![]()
jaa downtown chala jaa chup kar kay ![]()
Re: muje is waqt
![]()
![]()
baba gee bhaabhi ko bata doon gi kay ap yahan kaisi kaisi baatein kurtay hain
Re: muje is waqt
MM abb kahir manou...baba tumharay peechay parh jaye ga :D
Re: muje is waqt
EMM - kaash aisa hota, aur MM kay saath ham aik do candle light dinner kartay phir aik lambi long drive par jaatay...gaari ko park kartay aur phir errrMmMmM AHO!
Re: muje is waqt
meray peechay khyoon
Re: muje is waqt
BABA AAJ KHULAAA HAI BHAGOOOOOOOOOO ![]()
Re: muje is waqt
peechay? agay? aik hi baat hai....bas ERmMmmm AHO!
Re: muje is waqt
yaar babaji koi beewi mili fer? Ya abhi tak awara ho ![]()
Re: muje is waqt
biwi mili houttiii tou AHO AHO karta yeh ![]()
Re: muje is waqt
**mujhe lagta hai EMM is trying out for his biwi spot **![]()
Re: muje is waqt
WAQI ![]()