Muje rooz raat ko aik ajeeb sa khuwaab a raha hai, kay may agay agay bhaag raha hoon aur mere peechay 10 moti si pakistani larkian bhaag rahee haiN, mai bhag raha hoon aur wo mere peechay, mai aur bhaag raha hoon aur wo mere peechay…mai bhagta chala ja raha hoon..bhagta challa ja raha hoon…
So is ka kya hal hai? Maine to ajtak kissi moti larki ka dil tak nahi tora.