Mujahay tum say mobahat hai

Mujahay tum say mobahat hai
Tum apnay dill ke baat bata doo
Jo kahna tha mainay kah diya
Aab tum apna fasla soona doo
Pata hai mohabat juram hai
Phir mujah koo tum he saza doo
Koyee to baat karoo achi
Nahi tu rooh tak ko hella doo
Ya zindagee nahi chahiya mujahay
Baas aab tum behi koyee baad dua doo
Sans atkee howee hai akhree
Khudara aab tu tum muskura doo
Dil main jagah tu na lay saka main
Apnay shahar he main thoori jagaha doo
Dilsay nakal gay sub arman
Aab tum he koyee asra doo

By: Dilsay

Beautiful :k:::k:

great:k:

thanks dear

thanks alot yaar

:crying: :teary2:

gr8 one!

Dearrrrrrr :eek:

bohut khoob :k:

bohat khoob Dilsay :k: :k: :k:

hmmmm cute