Mujah say kaha

Mujah say kaha giya hai ka din main ak post he kiya karoon…

Kahnay walay nay ya nahi soocha ka kill ka din hum may say kitnay dekh sakaan gay…

Jo hai aaj hai kall kis nay dekha hai

:)

app to maut tuk paunchey zindage ka bharosa nahen bat tu durst he
pur khuda app ko sehut o tandorste kay sath rakhey humara muqsad sirf etna tha key hum aram sey parh sekhien abhe aik post ka reply nahen kiea app ke dosari new post agae bura laga tu munir sorry kehta he

[QUOTE]
lufz yehan khamoosh hae
[/QUOTE]

lufz khamoosh hon ya na hon Munir Sahab khamosh nahi hain ... jan kar khushi howi.

Dilsay Allah ne jab zoq de hi diya hay to Gila bhi zara tarum main kia karain ... (i am sure aap ki woh nehayat badzooq waqya howi hongii, naseeb ka lekha hai koi kia karay)
fil badeh arz kia hay

mujh se kaha gia keh aay dil e bay sabar
eik hi jhalak pe karo roz tum sabar

nahi to choR chalu mehfil yeh abhi
jao ja kar dhonD lo khud apni tu qabar

naseh e nadaaN ko nahi koi bhi khabar
baat gaii un ki aisay hi bay assar

uss sang dil kafer ada ke dil par
nala e jaaN ba lub meri rahay bay summer

hummmm kafi hay .. baqi phir kabhi sahi

Adab

dilsay ji aap ka zauq kafi acha hai
aur dilsay aisa nahin aap likhien per munir sahab nay shayad issliye kaha kay waqae zayeda postings ki shikayat pehlay bhi a chuki hain
aur phir koi guppie sahi tarhan itni postings check nahin karta aur reply nahin kar pata
aur dilsay ji jeenay marnay ki ye bataien na kijye acha nahin lagta :(
aap 100 postings aik din main karain aap ki marzi ;)
cheer up dilsay !

waqee marzi to DIL ki chalti hay .. baqi to chuharay khanay aay hotay hain .. mouft khoray kahein kay ;)

nice