Muhawara

Teacher: yeh muhawara pura kero!

“jin key ghar shehsay key hote hain”

Student: “Wo light off ker key kaprey badalte hain”

Re: Muhawara

:D

:CareBear:

Re: Muhawara

woh din main kaprhay nahin badaltay ....

Re: Muhawara

Wo Toilet naheen ja saktay.

Re: Muhawara

itnay paysay use karnay ki kiya zarorat thi ,jab iss may sirf noksan he noksan hai

UnKo Hum Machliaan kehtay hain!!:D

Re: Muhawara

sand blasted sheeshey hon to kapre bhi badal sakte hain aur naha bhi sakte hain :P..