per arif sahab ap mujhey kehrahay hain lagta tu aisa hai k ap ki mohabbat ap ko chor gaye jabhi
Tum bhi tarpaoge, mere baad mere sachay pyar mein
Mujh ko yakeen hai muhabbat kabhi raegaan nahee hoteen!!!
Lamhay, agar aankhain khol kar ghazal parhee hoti tu its not by me, infact its from a gal for a boy… :nahnah: per tumhare liye kya kaha jaye tum tu ho hi Naaaaaaaaaani amma …
Aur yeh kya, meri hi baat mujhe? Afsoos tu humein hai lamhay ji aap se, per kya kar sakte hain yehi reet hai aur one has to accept the reality
Sukoon… Aaah sukoon ki talaash mein tu gupshup join kiya thaa per lagta hai sukoon yahaan bhi muyassir nahee
Oh so sad arif sahab main tu aap ki tamam roti peethti ghazaloon ki baat karahi theen jissey saaf zahir hota hai kay ap ko mohabbat main nakami ka munh dekhna para hai sachi afsoos hua ap ki mohabbat nay ap ko chorh dia jabhi ap ko sukoon nahin aur ab ap gupshup per sukoon ki talaash araay ye tu fun place hai sukoon tu khuda ki bargaah main milta hai nani amma kaha hai tu nani amma ka mashawara bhi suniye zayeda ghum aur jalna sehat kay liye acha nahin betay arif
khush raha karoo
aur raha sawal meray liye afsoos tu who said kay mujhay kisi sey pyar tha araay in batoon per mera aitbaar nahin kisi ko mujh sey tha mujhay nahin
…now b happy arif ji--------
pagaloon ki kami nahin na arif sahab
kismaat tu uski rothi chuki hai baki bachi kuchi haftay bhar main roth jayegi !
khair who cares ap yahan poetry karain
ye behas ban karien bye now
app dono ke ages keya hen???
pyar kesay hogeya??legta he app donno abhe mature nahe hoay larae larae ?
[/QUOTE]
Pyar ... lol
Munir beta, pyar jab aap ko hojaega na tab aap humein bata dena ke pyar kaise hojata hai... Me ZERO in this field... Lamhay se aap pooch lo :p
Ages... I think Lamhay is around 50 and me ..... me tu abhi bacha hai naa.... just in 20s...! ;)
pagaloon ki kami nahin na arif sahab ;)
kismaat tu uski rothi chuki hai baki bachi kuchi haftay bhar main roth jayegi !
khair who cares ap yahan poetry karain
ye behas ban karien bye now
[/QUOTE]
Lamhay, khush raha karo ...!
Har wakt ka larna kaheen tujhe barbaad na kar de... ;)
lolzzzz jalay huay ko ab aur kia jalana
khush rahiye arif sahab
ap tu abhi paida hi nahin huay hain ;)
raha sawal barbaadi ka tu thanks k ap ko hamari barbaadi ki fikar hai ;)