Muhabbat ki bhi to izhaar na karna aya kat gai umar magar pyaar na karna aya
**us ne mangi bhi to mujeh se judai mangi ** hum thy ke humain inkaar na karna aya
-_*
Palat kr aankh num karna, mujeh hargiz nahi ata Gaiy waqtoon ka ghum karna, mujeh hargiz nahi ata Muhabbat ho to behad, Nafrat ho to be-payah koi bhi kaam km karna, mujeh hargiz nahi ata
ur welcome
kya mathlab ke main zinda hoon mujhe kya hoona hai…aabhi tak toh zinda hoon age ka pata nahi…aab aap ki narzar laga gayi hai aab Allah hi bachaye
[mod] Sho’ra-e-Gupshup is exclusively meant to share guppies own poetries. Please avoid sharing poetries of other poets in this forum. You can share it in Intikhab Forum.