muhabbat "tumheen" yad rakhte hay

visal-o-hijr main
ya khuvab say mehroom aankhon main
kise ahd-e-rafaqat main
kay tanhayee kay jangle main
khayal khal-o-khad ke roshne kay gahray badal main
chamakte dhoop main ya phir
kise bay abar saa’y main
kaheen barish main bhegay jism-o-jan kay nasar paroon main
kaheen honton pay shairoon ke mahakte aabsharon main
charagoon say sajee shamoon main
ya bay noor ratoon main
sehr ho ronma jaisay kaheen batoon he batoon main
koi lipta hoa ho jis tarah
sundal ke khushbo main
kaheen par titalyoon kay rang tasveren banatay hoon
kaheen par jugnoan ke muthyoon main roshne khod ko chupate ho
kaheen kaisa he manzar ho
kaheen kaisa he mosam ho
tiray saray havaloon ko
tiree sare misaloon ko
muhabbat yad rakhte hay
*

Re: muhabbat "tumheen" yad rakhte hay

[QUOTE]
*Originally posted by baziger: *
*

visal-o-hijr main
ya khuvab say mehroom aankhon main
kise ahd-e-rafaqat main
kay tanhayee kay jangle main
khayal khal-o-khad ke roshne kay gahray badal main
chamakte dhoop main ya phir
kise bay abar saa'y main
kaheen barish main bhegay jism-o-jan kay nasar paroon main
kaheen honton pay shairoon ke mahakte aabsharon main
charagoon say sajee shamoon main
ya bay noor ratoon main
sehr ho ronma jaisay kaheen batoon he batoon main
koi lipta hoa ho jis tarah
sundal ke khushbo main
kaheen par titalyoon kay rang tasveren banatay hoon
kaheen par jugnoan ke muthyoon main roshne khod ko chupate ho
kaheen kaisa he manzar ho
kaheen kaisa he mosam ho
tiray saray havaloon ko
tiree sare misaloon ko
muhabbat yad rakhte hay
*
[/QUOTE]

good..............

Great... thanks for sharing.....

Nice …:k:

So Lovely… & Beautiful :k:

Thanks a lot for sharing…

:k: bohat khoob :slight_smile:

lovely :k::k:

**
XremeLimits
Dilsay
Amarbail
Heart Hacker
Vivacious &
Pharma...

Thanks for liking this poem.
**