**Uss simt ko chalte ho tu itna ussay kehna **
ab koii nahii harf-e-tamanna ussay kehna
**tum ne hii kaha tha to yaqeen mujh ko hua tha **
mohabbat nahii hotii kabhii ruswa ussay kehna
duniya to kisii haal mein jeenay nahii detii
umeed pe qayem hai yeh duniya ussay kehna
**zarkhaiz zameene’n kabhii banjar nahii hotii’n **
**dareya hii badal lete hain rasta ussay kehna **
**kuch log safar k liiye mozuu nahii hotay **
kuch raastay kut’tay nahii tanha ussay kehna
Re: Muhabbat nahii hoti kabhi ruswa uusay kehna..!
ab koi nahi harf e tamana usay kehna ! kya kehnay ! bohat umda :k:
Re: Muhabbat nahii hoti kabhi ruswa uusay kehna..!
kuch log safar k liiye mozuu nahii hotay **
**kuch raastay kut'tay nahii tanha ussay kehna<!-- google_ad_section_end --> <!-- / message -->
bohat ahla jee
Re: Muhabbat nahii hoti kabhi ruswa uusay kehna..!
Thanks....... Being lonely,Terray naam & Aryaan
Re: Muhabbat nahii hoti kabhi ruswa uusay kehna..!
Thanks..... Shab e Hijar & Ali
Re: Muhabbat nahii hoti kabhi ruswa uusay kehna..!
Buhat Aalaa G :~)
nayab87
10
Re: Muhabbat nahii hoti kabhi ruswa uusay kehna..!
Thanks Precious khan
Re: Muhabbat nahii hoti kabhi ruswa uusay kehna..!
very nice
Re: Muhabbat nahii hoti kabhi ruswa uusay kehna..!
Thanks.... Bella