~ Muhabbat mein waapsi ka rasta nahee hota ~

**

Agar tum apni muhabbat ko aazmana chaahatay ho tu ussay azaad kar do aur dekho ke woh pallat kar waapis aati hai ke nahee … Agar aajaye tu yakeenan woh tumhaari hai, aur agar naa aaye tu jaan lo ke us ne tum se kabhi muhabbat ki hi nahee … Aur agar woh kisi aur se thukraaye jaane ke baad waapis aye, tu jaan lo muhabbat mein waapsi ka raasta nahee hota …

**

very nice :k:

Very nice.

Thanks cuteepie and Swera ...

bhut khoob:k: