muhabbat maqsad hai zindagi ka
muhabbat muqadar hai har kissi ka
muhabbat pakizgi ka naam hai
muhabbat har kissi ka paigham hai
muhabbat hai tho rehmat hai
muhabbat hai tho chahat hai
muhabbat pyar ishq-o-lagan hai
muhabbat mai har shakhs magan hai
muhabbat bin chah hojati hai
muhabbat mai zindagi kho jaati hai
muhabbat haar hai muhabbat jeet hai
muhabbat pholo koi hoi kanto sai
muhabbat palko ko hoi ankho sai
muhabbat rooh ko hoi ragni sai
muhabbat subha ki pehli kiran hai
muhabbat hai tho manzil hai
muhabbat hai tho dil hai
muhabbat ki shaam hoi
zindagi tamaam hoi…
Hmmm Princess jee aap neh to muhabbat keh barain main sab kuch bata diya…
wese sis jee kheriyat to haan na…nahinnnnn woh to hum isliye poch rehe thay kion keh aap neh itna kuch bataya..muhabbat keh barain main to humhe esha lagha keh…Ahem Ahem
**·¤·²´*.¸°º:³»Everything good that happens to you (O Man) is from God, everything bad that happens to you is from your own actions". (Quran 4:79). «³ : º°.¸ *·¤·²´
**