Re: Muhabbat Kia Hia?
Muhabbat kia hoti hai aur kyon hoti hia??**Aap ko shaadi kay baad bhi naheen pata chala :smack..hum tou phir bhi kunwaray hain **![]()
How do you know k you are in love??**Jab ghar walay sugar lanay ka kaheen aur aap uski jagah aatta lay aain tou samjahin kah aap ko muhabbat ho gai hay **![]()
koi bijli girti hia?? **Kiya yaad dila diya…**bijli hogee tou giray gee na ..kambakhat KESC walay ![]()
violins bajtey hain??Violins naheen seetiaaaan bajti hain :whistling
tarey nazar atey hain??Agar Larki kay 7 adad pahlawan numa bhai hoon tou Din main taray nazar aa hee jaatay hain ![]()
hota kia hia** akhir**…Akhir main larki ki shaadi kissi aur say ho jaati hay ![]()