Re: Muhabbat Kia Hia?
muhabbat kernay wala aik batsman kee terha hai jo kisi bhee ball pay out ho sakta hai ...
jis say muhabbat ki jaey uski life aik bowler kee terha hai jiskay pass kabhi bhee comeback spell ka chance hota hai
Re: Muhabbat Kia Hia?
muhabbat kernay wala aik batsman kee terha hai jo kisi bhee ball pay out ho sakta hai ...
jis say muhabbat ki jaey uski life aik bowler kee terha hai jiskay pass kabhi bhee comeback spell ka chance hota hai
Re: Muhabbat Kia Hia?
when one loses all sensibilty and just likes someone else to the point his faults are fine..its ok if he has bad taste in music and everything else..kambakht damaagh ka khalal hai mohabbat..:)
Re: Muhabbat Kia Hia?
Muhabbat kia hoti hai aur kyon hoti hia??**Aap ko shaadi kay baad bhi naheen pata chala :smack..hum tou phir bhi kunwaray hain **![]()
How do you know k you are in love??**Jab ghar walay sugar lanay ka kaheen aur aap uski jagah aatta lay aain tou samjahin kah aap ko muhabbat ho gai hay **![]()
koi bijli girti hia?? **Kiya yaad dila diya…**bijli hogee tou giray gee na ..kambakhat KESC walay ![]()
violins bajtey hain??Violins naheen seetiaaaan bajti hain :whistling
tarey nazar atey hain??Agar Larki kay 7 adad pahlawan numa bhai hoon tou Din main taray nazar aa hee jaatay hain ![]()
hota kia hia** akhir**…Akhir main larki ki shaadi kissi aur say ho jaati hay ![]()
Re: Muhabbat Kia Hia?
Muhabbat kia hai..kehte hain isay khalish dimag ki..
Re: Muhabbat Kia Hia?
Adab arz hay
Re: Muhabbat Kia Hia?
Sheen Aunty, its too late for you to wonder about SUCH things.. :o
Re: Muhabbat Kia Hia?
kiu jee mera dil nahi:snooty:
Re: Muhabbat Kia Hia?
yeh muhabaat nahi asaa'n
Bus itna samjh li jiyeh,
ek aag ka dariyah hai,
aur doob k jana hai,:-p
Re: Muhabbat Kia Hia?
agar yak tarfa ho to mairaaj hai insaan k ehsaasaat ki agar do tarfa ho to maj-muuaa hai pyaray jazbaat ki aur iss duniya ki buniyaad he mohabbat hai yani ye ALLAH paak ko Hazrat Mohammad p.b.u.h se thi hai aur rahay gi jabhi ALLAH ne yeh duniya banai so mohabbat k ilawa iss duniya main koi jazba itna pure nahi jitna mohabbat hai :)
Re: Muhabbat Kia Hia?
![]()
![]()
Re: Muhabbat Kia Hia?
Aree tu kaahay beech main time khoti karta hay ray manwa, ou kisu khoj main thread kholay chilla ri hay, tu beech main lekchar pila ra hay, doojay ka chaanas khoti kar ra hay..