Zameen wakif nahin banti falak saya nahi daita
Khushi aur dukh kay mosam sab kay apney hotey hain
kisi ko apne hisay ka koi lamha nahi deta
Udasi jis k dil mein ho neend us ki urti hai
kisi ko apni ankhon say koi sapna nhi daita
uthaana khud he parta hai thaka toota badan apna
keh jab tak saans chalti ha koi kandha nhi daita**