Muhabbat ka gumaan

Re: Muhabbat ka gumaan

mohabbat karnay walay kahan chup rehty hain
un k dil aapas mein batein karty hain

Re: Muhabbat ka gumaan

kia bolte hath ke baad bolte dil bhi aa gaye hai.. dil to ek pumping machine hai, jis ke char valves hote hain

Re: Muhabbat ka gumaan

char valves aur panchwee zuban hoti hai