Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
aap bhutni ka naam na len yahen kahen koe hue to :p
What? Really? Jiaaa muje bataoo kon hai
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
aap bhutni ka naam na len yahen kahen koe hue to :p
What? Really? Jiaaa muje bataoo kon hai
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
Kar ke dekhne kisi bhootni se ,bhootiniya makeup ka sahara nahi leti.
ji mujhe pata hai sirf chuRelen make-up ka sahara leti hain
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
Lekin unka kehna hain ke abhi wo 20’s Mai hain ![]()
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
yeh haNs haNs ke SORRY kahne kaa andaaz bhaa gayaa mujhe ![]()
haN jii, “dil ke partition” se pahle kaa gaanaa hai! ![]()
itnaa vusooq ke saath kaise kah saktii haiN k insaanoN ke saath hii aisaa hotaa hai? kia jaanwaroN kaa bhii interview liyaa hai?
vaise, “ghoRe kii agaaRii aur gadhe kii pichhaaRii” se Dar ke rahnaa chaahiye ![]()
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
Han sahi kaha ![]()
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
aray bhai makeup say aurat saj aur sanwar jati hai. ![]()
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
Orat haseen ho to aesi cheezon Ki zaroorat nahi parti.
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
yani aap make up nahin karti?
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
pichhle 4 saaloN se? tab to tum kamsin thiiN, allhaR thiiN, naa-baaliGH thiiN to maiN tumhaarii baat kaise maantaa?
vaise, maiN ne to tumko bataayaa thaa k maiN 60 saal kaa huN aur maashaa Allah saThiyaa bhii chukaa huN is liye waqt kam hai aur kaam ziyaada…koi kanniyaa nazar meNN ho to bataanaa plz ![]()
chaawal, sharaab aur KKF…jitnaa puraanaa utnaa sohnaa! ![]()
Allah, tumhaare muNh meN ghee shakkar…mujhe to tum ne concord meN biThaa ke ulTaa uRaa diyaa!
thankoo ![]()
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
KKF ke muhawre sun kar mujhe Quddusi saheb ki bewah yaad aati hai
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
meray pass tohfa e dulhan nami kitab hai. uss main writer nay khud kaha hai kay aurat makeup kar kay khud ko acha banai. ![]()
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
Orat haseen ho to aesi cheezon Ki zaroorat nahi parti.
maashaa Allah, Allah re itnaa Ghuroor? vaise maiN ne tumko dekhaa nahiiN kabhii par agar dekh luuNgaa to aHvaal bataane ke liye maujood nahiiN huNgaa! :D
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
per aap ne Tohfa e dulha ki bajae tohfae dulhan kiyun rakhi hui hai apne paas… Behashti Zewar na paRhne lag jana
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
KKF ke muhawre sun kar mujhe Quddusi saheb ki bewah yaad aati hai
hahahaha...yeh kia balaa haiN? vaise, tasleemaat bhii mujhe Mrs. Quddus kaa naam sun ke yaad aa gayaa! :D
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
maashaa Allah, Allah re itnaa Ghuroor? vaise maiN ne tumko dekhaa nahiiN kabhii par agar dekh luuNgaa to aHvaal bataane ke liye maujood nahiiN huNgaa! :D
aap ke iss tarah ke inteqal e pur malaal per GS wale hafton sogwaar rahenge :p
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
aur haN, ek Taang pe saarii saarii raat na khaRe rahnaa aur subHo meN uff tak bhii na karnaa! ![]()
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
Quddusi saheb ki bewah ARY se ek drama aata hai.. uss main ek khatoon Delhi style main zaban ke chatkhare leti hain.. unke muhawre ![]()
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
yani aap make up nahin karti?
Nahi, lipstick lagane se bhi vomit ho jati hai.allergy hai makeup se, Kuch khas product hotay hain aesy logo ke liye jinko allergy ho makeup se, per Mai wo use nahi karti.
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
per aap ne Tohfa e dulha ki bajae tohfae dulhan kiyun rakhi hui hai apne paas... Behashti Zewar na paRhne lag jana
acha tohafa dulha bhi hai aur behashti zewar bhi hai. aur mashaaAllah say teno ka kafi wasi mutala kiya hai.
Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
Nahi, lipstick lagane se bhi vomit ho jati hai.allergy hai makeup se, Kuch khas product hotay hain aesy logo ke liye jinko allergy ho makeup se, per Mai wo use nahi karti.
Interesting.... Make-up culture