Re: Muhabbat aur Dhitai aka Love Vs Self-respect?
depend karta hia… har rishty main mohabbbat kay taqazay alag hotay hia… maan aur beta… unki mohabbat alga… baap aur beeta unki mohabbat alag…
issi tarah.. bhia, behan, etc… har rishta anokha hota hia… aur har rishtay kay lihaz alga hotay hia… mager in sab main respect common hia… mohabbat mangi nahi jaskti.. koi kissi ko force nahi kar sakta hia… par respect har rishty ki zaroorat hia…