mubhat ki kahani

***ek mubahat ki khani suno
kuch aisa hua …
woh mjhe milii
mai us ko milla ..

izhar hua, piyar hua
mai usay chahne laga
woh mjhe chane lagii
usay piyar bahut, mjhe piyar bahut

phir kuch yuun hua
woh mjhe chor gayee
mai toota giya

Lakin hum phir mille
woh tahna thi
mai akela tha
bas hum dono thay
or koi nah tha
woh rone lagi
mai bay-baas reha

nah piyar reha,
nah izhar reha
bas faraq itna sa reha
woh mitti k ooper roti rehi
mai mitti k ander sota reha … :(***

Re: mubhat ki kahani

Oh thats a sad story aashiq mer jata hai aakhir mein

Re: mubhat ki kahani

:crying:

Re: mubhat ki kahani

Indian film ki tarah happy End nahiN huwa :D

Re: mubhat ki kahani

:smack2: