Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
Heroenz aap hi ki to hein naa, humare to hero hein
jo kabhi apni umer nahi chupate. ![]()
array mein saal mein sirf ek dafa hi bday manata hoon, is liye 21 saal lag gaye, aap apni sunaye, saal mein kitni bday aati hein aapki? ![]()