Prince Ali umar ki 21 win Bahar Mubarak ho
muabrak ho:bb:
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
**prince ALI app ko 21 wi birthday mubarak ho
next year app 24 key hojien gay
**
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
**aww! thank you so much good news jee, buhut buhut shukriya. ![]()
Thanx ghazel jee, lekin aapki baat mujhe samajh mein nahi aayi.
lol **
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
yeh kitni dafa 21 k ho gaye hain aaj aap???![]()
Waise Bohat bohat mubarak ho!!!
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
**^kya matlab? pehli dafa 21 ka hua hoon. Allah ka shukar hai :D
thanx btw.**
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
matlab yeh k aap kitni dafa 21st B'day mana chuke hain..Humari heroenz ki tarha??
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
mubarak ho ji:sadiyah:
wherez the cake:faizy:
aur badshah salamat kidher hai
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
**kya? tauba keejye janab, pehli baar 21 saal ka hua hoon, aapki heoenz ka to Allah hi hafaz hai
**
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
**thanx,
oh! i forgot to bring the cake, how abt u bake one for me now? :winks:
konsa badshah?
**
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
bai meri heroenz kahan se hueeN wo??
Ohh acha toh yeh pehli dafa hai 21 ki.....toh 20th B'day kitni dafa manai hai? aur phir 21 kitni dafa manani hai???
Chalo agle saal ager zinda hui toh pata lag jaiy ga...doodh ka doodh aur paani ka paani ho jaiy ga!!!
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
Heroenz aap hi ki to hein naa, humare to hero hein
jo kabhi apni umer nahi chupate. ![]()
array mein saal mein sirf ek dafa hi bday manata hoon, is liye 21 saal lag gaye, aap apni sunaye, saal mein kitni bday aati hein aapki? ![]()
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
2 aati hain meri toh!!
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
^acha? to jab aap 21 ki hoon gi to matlab 42 ki hui?
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
haan yehi samjh lain!!!
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
theek hai, yehi samajh liya ![]()
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
waise aap ki location toh bari hi achi hai...toh accordin to dis location...aap khaye piaye bagair kese rahte hain???
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
khata hoon naa, sirf hawa khata hoon, aur waise bhi ab to aadat ho chuki hai, location to aapki bhi achi hai, itni bari location? ![]()
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
bas dekh lain...Allah Tallah nae di hai toh hum inkaar toh nah ker sakte!!!
Aur zameen mein toh bohat kuch hota hai khane ko..yumm yumm!!!
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
Happy 21st birthday Prince Ali!
Re: Mubarkan Apny Prince Ali 21 sal ky ho gay:D
thanx Arshad bhai!