New Job aap ko bahut bahut mubarak ho Allah kare yeh job aap ko Janwar say Insaan banna day Ameen ! Best Of Luck ![]()
Re: Mubarak ho Janwar…*
^:hehe: ( ** Aamin sumaa Aamin** )
Re: Mubarak ho Janwar......*
Congratulation from my side too .!
Best of Luck !
Re: Mubarak ho Janwar…*
congratulations on job…![]()
Re: Mubarak ho Janwar…*
KoiDost - - - bhai sahab app mujh ko shayed call karnay walay tha
jhootay insan ![]()
wesay app sab logo ka shukreyah
app ke DUA rahe tu yah Janwar jaan laaraa day ga job par ![]()
Re: Mubarak ho Janwar…*
oyeee janwar bhai…congratz:hug:
Re: Mubarak ho Janwar…*
Mubarak ho Taya Janwar ..![]()
Re: Mubarak ho Janwar…*
Congartulations…
humein koi treat shreet bhi miley gi ke nahin:cool:
Re: Mubarak ho Janwar…*
^ i think he should take all of us out for dinner..![]()
Re: Mubarak ho Janwar…*
tankhaa kitni millay gi ?? - aur Rooti, KaPraa aur khaas toor say Eid kay JooRay ki baat bhi kar laina, warnaa baad main yeh Seth loog mukar jatay hain ![]()
Re: Mubarak ho Janwar......*
Bohat Bohat mubarak ho ap ko Janwar bhai :)
Allah ap ko ab ak naee Biwi bee ata farmayay oppssss i mean biwi only :D
Re: Mubarak ho Janwar......*
congratz
n best of luck fo job
Re: Mubarak ho Janwar…*
**So you finally get a chance to be in the circus ![]()
Congrats man! ![]()
**
Re: Mubarak ho Janwar…*
black forest 420 = shukreyah ![]()
cool pakistani = = = thanks ![]()
jasos = = = tanko Papu ![]()
Lay-D-Honey - – khalaa khair mubarak ![]()
Evilmastermind - - - bus app ke kami hai .
Haseen atish - - - - karachi mai app howay tu zaror melay ge .
Haider Syed = = = bhai jaan mai bhi SYED ho or Syedo ko bolnay ke majaal mujh mai nahi magar phir bhi boohat boohat shukreyah
Attia - - - abey yaar DUA day rahe ho yah badua ![]()
simplymanwa = = = = shukreyah .
Waqi = = = darling tum aaajaoo tu circus mai aik jo Monkey ke zarorat hai woh puri ho jaie ge .
Re: Mubarak ho Janwar…*
mubarrak!!!
![]()
Re: Mubarak ho Janwar......*
noorrrrrrrrrrrr Assalam-o-Aliekum
kesi ho ?