for all those guppiez, jo PM affair se tarakee kar k MSN par phunch gye hain unn k liye;)
.
.
.
.
MSN ki woh mulakatain
woh payar bhari batain
woh login honey ka intazar
woh intazar ki saateyin
kaho kiya bhool jao gey???
woh farzi naam ka batanav haha likh lar jhoota kehka lagana
woh ASL poochney par
apni umer aur kam batana
kaho kiya bhool jao gey???
woh payar bhari tehreerain
woh MSN ki emotion tasweerain
woh nick main haale dil likhna
woh net ko fast karney ki tadbeerain kaho kiya bhool jao gey???
woh typing sey ungalion main dard hona
kisi baat par gussey sey chahrey ka zard hona
woh lafz sorry ka screen par atey hi
lehjey ka phir sey sard hona
kaho kiya bhool jao gey???
woh jagna raatoun main
woh chalkana payar batoun main
woh type kartey katey
lena mouse ko haathoun main
kaho kiya bhool jao gey???
woh msn par dosroun ko ignore karna
har jumley par bohat goor karna
woh dil par haath rakh kar bye kehna
aur zara rokney par zoor karna
kaho kiya bhool jao gey???
tumharey login hotey hi
dostoun ka woh jhamgata lag jana
tum sey baat karney ki khatir
sar dard ka jhoota bahana
kaho kiya bhool jao gey???
bey waja ki batoun par takrar karna
bar bar netmeeting par israr karna
woh roman urdu ki gayi batain
payar ka dabey lafzoun main woh izhar karna
kaho kiya bhool jao gey???
woh dostoun ka tumhara ID chopana
kabhi font badlna kabi ghunganana
deer sey jawab aney par
bz honey ka alzaam lagana
par lagta hai keh tum bhool gaye …
MSN keh anchal par likhi howi kahani
par muj ko yaad hai har ik lafaz zabani
khudara na tum aisa sitam karo
na karo aisi Nadani.
Re: MSN luv ;)
ha ha ha ha ha
aWaisa bhi Hota hai :p
Re: MSN luv ![]()
lols, JLo you really are funny. ![]()
Re: MSN luv ![]()
^ JLO ![]()
Re: MSN luv ![]()
stop kallin JLo:mad2:
Re: MSN luv ![]()
![]()
Re: MSN luv ;)
Good one, thanks for sharing.
Re: MSN luv ![]()
it suites you cuttie.
ask any1 ![]()
Re: MSN luv ![]()
![]()
Re: MSN luv ![]()
i concur… i.e. mein is baat pe ittefaq rakhta hoon
Re: MSN luv ;)
lol @ Jlo
Re: MSN luv ![]()
![]()
Re: MSN luv ![]()
now I know what “J” stands for in J. R. Tolkien. His real name a Jassoos Re Tolkien.
itna barda journal ![]()
Re: MSN luv ![]()
![]()
Re: MSN luv ;)
p.s. Is it Official Yet ?
i mean J.LO for Jaan Lewaa ??
Re: MSN luv ![]()
too late J LO