Mera matlab tha keh is section main ullu bol rahay hain main to bechari bhooli bhatki koel “meeting new people” se yehan aa nikli.
Aap ka section to BHAaaIN BHAaaIN kar raha hai.. Kion???
Fikr na karain main khuda na khwasta aakhri safar ka irada nahien kar rahi. Bus kuch aisi baat hai keh chorna par giya hai. :)Aur “Awaam of gupistan” main dekhain main ne apni post par mazeed roshni dali hai… Dekhain shayad kuch samajh aaye aap ko.
Okay then,
PEOPLE in this section, take care of yourselves
I sure will miss you all.
Chahay koi mujhay karay na karay, main to sab ko karoon gi…
DAIKHOU mairi baat sunou
main ullo tou nahi hoo lakin
time hi ullooo ki tarah raat ko
milla hay.iss leay ub ullo ki terha jaag rahi hoo our likh rahi hoo,lakin remember
i m not ulloo
aray sadaf kuch din pahlay ati tou daikhti yaha tou ullo bhi ana pasund nahi kertay thay
bacharay mr fraudia akailay hi
baingun baich rahay tahy
pakistan main baingun her jagha mill jatay hay jub mousum ata hay.tou kioo k hamary culture main baingun ka khaas role hay.iss leay mr fraudia nay socha k yaha baith ker thali k baingun baichay jaeyn.yay yaha baithay bouhut say baingun ISLAM ABAD bhaij chukay hain.our umeed ki jati hay next 10 years tuk inn ka yay kaam khoob chamkay ga :)