Moving to Pakistan..!

Awww you are a girl. I use to think you are a guy. Aalim.

Mubarak ho in advance shaadi ki.

Duain sub say bahtareen tohfa hain. Wo main deta hoon.

Allah aap ko dahiron aur har tarha ki khushiaan day jo shadi kay baad milni chahyay.

Aik chota sa mashwara. Sub ko khush rakhnay ki koshish kijaay ga Allah ki khushi hasil karnay kay liaay. Haan magar khud par zulm naheen kijiaay ga.

I know it's very hard to make everyone happy but we can try and sila denay wala to Allah hai. Duain saath hon aur naik niyati dil main ho to Allah saath deta hai.