Tum ko dekha to yeh khayal aaya
Zindagi dhoop, tum ghanaa sayaa ![]()
What song fits your life?
![]()
Come on folks, daant be shy :nono:
Post videos of you wants ![]()
Tum ko dekha to yeh khayal aaya
Zindagi dhoop, tum ghanaa sayaa ![]()
What song fits your life?
![]()
Come on folks, daant be shy :nono:
Post videos of you wants ![]()
Re: Movie Songs and your life....
ID CATCH A GRENADE FOR YA PUT MY HAND ON A BLADE FOR YA THROW MYSELF IN FRONTOFA TRAIN FOR YA
Re: Movie Songs and your life…
![]()
Re: Movie Songs and your life....
My life?
Tum Ko Dekha To yeh Khayaal Aaya
Mujh Ko Is Bala Se Bacha Khudaaya
(diwana)
Re: Movie Songs and your life…
Forgotten by Arvil Lavigne
and this,
Re: Movie Songs and your life…
![]()
Re: Movie Songs and your life…
this and not the english part
Re: Movie Songs and your life....
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
Woh Pagli Hai Sab Se Juda
Har Pal Nayi Uski Ada ..................:D
.......................Hai Khafa To Khafa Phir Khud Hi Woh Maan Bhi Jaati Hai
Laati Hai Hoton Pe Muskaan Woh
Chup Hai To Chup Hai Woh
Phir Khud Hi Woh Gun Gunaati Hai Gaati Hai Meethi Meethi Gyan Woh :p
Re: Movie Songs and your life…
**… ****Chale To Kat Hi Jai Ga, **
Chalay to kut he jaye gaa safar aahista aahista
Chalay to kut he jaye gaa safar aahista aahista
Hum uskay paas jatay thay magar aahista aahista
Chalay to kut he jaye gaa safar aahista aashista aahista
Abhee taaraoon say khelo chand ki kirnoon say ithlao
Abhee taaraoon say khelo chand ki kirnoon say ithlao
Milay gee uskay chehray ki saher aahista ahista aahista
Milay gee uskay chehray ki saher aahista ahista aahista
Chalay to kut he jaye gaa safar aahista aahista aahista
Dareechoon ko to dekho, chilmanoon kay raaz ko samjho
Dareechoon ko to dekho, chilmanoon kay raaz ko samjho
Uthain gay parade hay-e-baam-o dar aahista aahista
Uthain gay parade hay-e-baam-o dar aahista aahista
Chalay to kut he jaye gaa safar aahista aahista aahista
Yoon he ik roz apnay dil ka qissa bhee suna dena
Yoon he ik roz apnay dil ka qissa bhee suna dena
Kitab aahista aahista nazar aahista aahista
Kitab aahista aahista nazar aahista aahista
Chalay to kut he jaye gaa safar aahista aahista aahista
Hum uskay paas jatay thay magar aahista aahista
** :@:… enjoy:wave:**
Re: Movie Songs and your life…
You guys are such hopeless romantics!
Diwana ![]()
Re: Movie Songs and your life…
**tujh se naraz nahi zindagi hairaan hun mai…tere massom sawaalon se pereshaan hun mai…jeeene k liay socha hee nahi dard sambhalnay hon gay..muskuraye tou muskuranay k karz utaarnay hon gay :hinna:
muskuraoon kabhi tou lagta hai jese honton pe qarz rakha hai
**
Re: Movie Songs and your life…
OMG. U took my song :teary: Wapis karo ![]()
Re: Movie Songs and your life....
take it :@:
Re: Movie Songs and your life....
thanku :p
Re: Movie Songs and your life…
^welcome ![]()
wo beetay din yaad hain…wo palchin yaad hain..guzaray tere sang joooo…laga k tujhay ang jo..
Re: Movie Songs and your life....
there are too many for the entire life
Re: Movie Songs and your life…
As of yesterday
As of today
Re: Movie Songs and your life....
**aik ye song jo her ak ki life pe fit aa jata hai :
zindagi ne zindagi bhar gham diay...jitnay bhi mausam diay sab nam diay :D**
Re: Movie Songs and your life…
**
http://www.paklinks.com/gs/images/smilies/pagli.png
… enjoy:wave:**