Dania
July 21, 2009, 6:20am
1
chalo sab mil kar ek movie banatay hain..
movie ka naam baad main decide hoga jab poori movie ban jai gee
movie ka agli line/dialogue next guppie likhay ga/gee.. should be only ONE line..try to keep it simple.. and small.. lambay lambay dialogues not allowed.. warna
so here it goes..
gupshup main flooders ki kami hogayee, saray flooders kahin bhaag gaye aur phir achanak sey kisi nay entry maari aur…
next..?
Re: ..movie directed by GUPSHUP
meri film ko kisi ne start nahikia.. so main is film ka villion honga... the GB King. :)
haaaaaaaaaaahaaaaaaaaaaaa kidher gaye sarre sab bhaag gaye mujhe dekh ker.. dekha chamiya ( dania ) baaaoooohaat tensanwa hai gao walo ko hum sa.
Dania
July 21, 2009, 6:25am
3
Re: ..movie directed by GUPSHUP
phir tou sab nay solution dhoondna shuroo kardia kah vampire ko kaisay bhagaya jai aur phir ek idea deemagh main aaya sab kay aur uss par paishan goi shuroo hogayee aur woh idea tha... :D
Re: ..movie directed by GUPSHUP
haaaaaahaaaaa. vampire cant be dead.... m forever.. I meant to rule you all haaaah as i m king..
Dania
July 21, 2009, 6:30am
5
Re: ..movie directed by GUPSHUP
^ yahan film chal rahee hai..apni tareefon kay pull na baandhain.. next line likhain
Re: ..movie directed by GUPSHUP
main to kero gaa apni tareef.. koi tensan...
Dania
July 21, 2009, 6:35am
7
vampire saamnay aata hai.. background main music bajtee hai ten tanan
..phir ek larki jhaaroo pakar kar vampire par hamla kardeti hai..becharay vampire ka satya naas hojata hai aur woh wahan sey bhaag jata hai..
Re: ..movie directed by GUPSHUP
jee nahi tum jharoo ki mashorri nahi kero na..
jharo wali maasi ... hahahha..
vampire dobara aye ga aur tumhara khoon zaroor piye gaa yaad rakhna.. twin ( vampire vanished )
Dania
July 21, 2009, 6:41am
9
jee nahi tum jharoo ki mashorri nahi kero na..
jharo wali maasi ... hahahha..
vampire dobara aye ga aur tumhara khoon zaroor piye gaa yaad rakhna.. twin ( vampire vanished )
oho ab pata chala vampire jharoo sey darta hai..phir tou ghar kay saray jharoo paraingay ..lol
Re: ..movie directed by GUPSHUP
jhaaro wali maasi.. vampire rozana ata hai aur tumhare ghar ki chat per beth ker awazain deta hai jhaaaro wali maasi, oooo jhaaaarooo wali maasi
Gaia
July 21, 2009, 9:36am
11
Re: ..movie directed by GUPSHUP
I’ll make the and eat em