Aaj to yah sher aisay he yaad aa gia
Leekan main aaj kal yah khiyal buhat aa raha hay kah agar main iss dunya say guzar jata hoon tou koun koun kiss tarah re-act karay ga
waisay aap nay kabhi youn socha
Tooti Hui Qabroon Pay Baal Bikhray
Jaab Koi Mahjabeen Rooti Hi
Mujhay Aksar Yeah Khayal Ata Hi Kah
Mout Kitni Haseen Hoti Hi
Kaun qabr pe rota hai wont matter after death...
We shud worry abt wht aamaal we take with us to our qabr & wht sadaqa jariya we have left behind us (including ppl who remember us in good n ppl who do dua for us )
Nothing else matters