SansooN ki harart say pighaL janay ka Mousam
Aya hai teri anch main jal janAy ka mousaM
Hum ko nahi malooM tha hai ishQ ka aghaaz
YadooN main kahi dooR nikal janay ka mousaM
Lagta hai chehray pay teray thehar gya hai
Yuk lukht kaye runG badaL janay ka mousaM
Ayee shehr-e-tasli teray mashkooR hain lakiN
Aya hi nahi dil kay sambhaL janay ka mousaM
Ye shehr-e-tamana bhi anokhA hai kay is par
Barsaat main bhi rahta hai thal janay ka mousaM
Chehray pay agarchA hai meray subHa ka ujalA
AnkhooN main magaR shaM kay dhal janay ka mousaM
by== farhat abbas shah
Re: Mousam
*Originally posted by chand_chehra: *

bohat khoobsurat img and ye sher chadno g thanks 4 sharin…
Re: Mousam
*Originally posted by chand_chehra: *
SansooN ki harart say pighaL **Jaan**ay ka Mousam
Aya hai teri anch main jal **Jaan**Ay ka mousaM
Hum ko nahi malooM tha hai ishQ ka aghaaz
YadooN main kahi dooR nikal Jaan ay ka mousaM
Lagta hai chehray pay teray thehar gya hai
Yuk lukht kaye runG badaL Jaan ay ka mousaM
Ayee shehr-e-tasli teray mashkooR hain lakiN
Aya hi nahi dil kay sambhaL Jaan ay ka mousaM
Ye shehr-e-tamana bhi anokhA hai kay is par
Barsaat main bhi rahta hai thal Jaan ay ka mousaM
Chehray pay agarchA hai meray subHa ka ujalA
AnkhooN main magaR shaM kay dhal Jaan ay ka mousaM
by== farhat abbas shah
wah jo bhut hi khoobsurat:k:
nice
and the img is just amazing.
where do u get that much time to find images like that ?
nikii
January 6, 2003, 1:32pm
7
Re: Mousam
*Originally posted by chand_chehra: *
SansooN ki harart say pighaL janay ka Mousam
Aya hai teri anch main jal janAy ka mousaM
Hum ko nahi malooM tha hai ishQ ka aghaaz
YadooN main kahi dooR nikal janay ka mousaM
Lagta hai chehray pay teray thehar gya hai
Yuk lukht kaye runG badaL janay ka mousaM
Ayee shehr-e-tasli teray mashkooR hain lakiN
Aya hi nahi dil kay sambhaL janay ka mousaM
Ye shehr-e-tamana bhi anokhA hai kay is par
Barsaat main bhi rahta hai thal janay ka mousaM
Chehray pay agarchA hai meray subHa ka ujalA
AnkhooN main magaR shaM kay dhal janay ka mousaM
by== farhat abbas shah
wowwwwwwww zaberdastt img n poem chando :k:
thxs 4 sharing
Re: Mousam
*Originally posted by chand_chehra: *
Ayee shehr-e-tasli teray mashkooR hain lakiN
Aya hi nahi dil kay sambhaL janay ka mousaM
Ye shehr-e-tamana bhi anokhA hai kay is par
Barsaat main bhi rahta hai thal janay ka mousaM
Chehray pay agarchA hai meray subHa ka ujalA
AnkhooN main magaR shaM kay dhal janay ka mousaM
by== farhat abbas shah
ghazal our image donoon buhat khobsorat hain :k: … thanks for sharing CC
~Ayee shehr-e-tasli teray mashkooR hain lakiN
Aya hi nahi dil kay sambhaL janay ka mousaM~
mughei kyu koch nezer nehe a reha
thanks for liking guys :)
Masoom mujhay to ab bhi dekh raha hai
the image is amazing chand chehra, main tu aajkal, subha sham yeh nazara, live dekhtee hoon, and the poetry is awesome too.
"Ayee shehr-e-tasli teray mashkooR hain lakiN
Aya hi nahi dil kay sambhaL janay ka mousaM "
** ghazal** awwwwww i love snow but mane kabhi live snow fall nahi dekhi sighz
anywayz
thanks for liking it :)
** married baji ** bohat shukriya:) wasay ap kaha hoti hain ajkal ?
Re: Mousam
*Originally posted by chand_chehra: *
SansooN ki harart say pighaL janay ka Mousam
Aya hai teri anch main jal janAy ka mousaM
Hum ko nahi malooM tha hai ishQ ka aghaaz
YadooN main kahi dooR nikal janay ka mousaM
Lagta hai chehray pay teray thehar gya hai
Yuk lukht kaye runG badaL janay ka mousaM
Ayee shehr-e-tasli teray mashkooR hain lakiN
Aya hi nahi dil kay sambhaL janay ka mousaM
Ye shehr-e-tamana bhi anokhA hai kay is par
Barsaat main bhi rahta hai thal janay ka mousaM
Chehray pay agarchA hai meray subHa ka ujalA
AnkhooN main magaR shaM kay dhal janay ka mousaM
by== farhat abbas shah
kia baat hai jee:k::k:
ghazal and pic is beautiful:k:
thanks sis:flower1:
Ayee shehr-e-tasli teray mashkooR hain lakiN
Aya hi nahi dil kay sambhaL janay ka mousaM
bohot khoobsoorat, loved reading :)