Moulvi ki biwi

Moulvi apni biwi ki qabar pe zor zor se pankha chala ke ro raha tha. Kisi ne kaha, “itni mohabbat?” Ya Allah!

Moluvi ne kaha- Marne wali keh gayi thi, meri qabar ki mitti sukhane ke baad hi dusra nikah karna.
Pata nahi kon saala roz 2 baalti paani daal jaata hai.

Re: Moulvi ki biwi

hahahahaha…OMG…lol…hahahahaha…poor moulvi saab…

aisaa hii ek aur joke maiN ne sunaa thaa lol

Re: Moulvi ki biwi

hahahaha molvi b naam ka he molve hai :omg:

Re: Moulvi ki biwi

Pagal…qabbar pakki karwa de bhala…

Re: Moulvi ki biwi

to, kaam kaa molvii kaisaa hotaa hai? :hmmm:

Re: Moulvi ki biwi

Jo apnay kaam se kaam rakhay :cb:

Re: Moulvi ki biwi

.
Lo ji molvi kehna dekho kitna manta tha biwi ka :rotfl: :omg: