Astaghfar Astaghfar Aj kal ke Musims Cricket main jitna waqt zaiya kerty hain agar Allah Allah kerin tu janat main ghar bana lain.
toba toba cricket jaisa fuzool khail or itna waqat is sarf ker diya tu baqi kiya bacha zindagi main:(
Tasweer bhi post ki MUslamanon ne tasweer kashi Islam main sarehan mamno hai ISLAM amin(Dr. Asra/Israr style o awaz)
LA CRICKET FIL ISLAM:nono: