Re: Mosam..
yad ka koi mosam nei hota sda behar hoti hy
Re: Mosam..
yaad England ki barish ki tarah hai.. hamesha sir pe sawar ![]()
Re: Mosam..
june july main hoti hi nahi hai :hinna:
Re: Mosam..
Nice one!
Re: Mosam..
:(
Re: Mosam..
Issi ghazal kay chand aur ashaar...
Koi mosam hu dil main hay tumhari yaad ka mosam
Kay badla he nahi janaaN tumharay baad ka mosam
Nahi tu azma ker dekh lo kaisay badalta hay
Tumharay muskuranay say dil-e-nashaad ka mosam
Re: Mosam..
ap phr sad ho gaye ![]()
Re: Mosam..
nahi shair ko parch kar sad hogiya.
Re: Mosam..
nahi shair ko parch kar sad hogiya.
awww..
sorry
Re: Mosam..
Evergreen mosam :)
Re: Mosam..
:)