Momin says...

Mairay ansoo naa poochhna yaroo…
Kaheen daman tarr naa hoo jaee …

:teary1: :teary1:

Re: Momin says…

bohat umda saheb

tar damani pe sheikh hamari na jaa-iyo
daman nichoR dain to farishtay wuzu karian !!!

aur yeah bhi

bheeg to gaya daman meray ashk e paiham say
tum hi faisla kar lo khoon hai k paani hai :teary1: