Yeh banda.. jisko Hyderbad kay Sindhi aur Urdu spekaing dono mohabbat ki nigha say dekhtay hiin…
isko kistarah say bohndy tareeqy say ilzam laga kar griftar kiya hia…
aur sab bhol gaye harf sadaqat likhna
rah giya kam hamari hi bagawat likhna
Ajj social media.. PTI ka karkuno ki griftari par shor micha raha hia… Momin Khan … jin ka kirdar saaf… jinko sindhi aur urdu halqon main aik numaya hasiat hasil hia… un par riyasi jabar kiya jara hia..
ager app ghalat ko ghalat nahi kahin gain to app kay ander bohat bari kharabi hia…
app condemn kar saktay hian.. app chahye kisi bhi siyasi nazaryat kay hamil hon… ager app app sirf siyasi bunyadon par sahi aur ghalt ki tafreek karain gian to yeh bohat ghalat hia…