Re: Mohtaram TLK braather!!!
![]()
magar mera sawal udher ka udher hi dhara reh gaya
Re: Mohtaram TLK braather!!!
![]()
magar mera sawal udher ka udher hi dhara reh gaya
Re: Mohtaram TLK braather!!!
magar aap kaY sawaaL kaa jawaab diyaa tau hai... abb kiyaa meraY Rehbar water cooler par nazar hai :ASA:?
Re: Mohtaram TLK braather!!!
Oye… Ulloo ![]()
subah dekho tab online hotay ho, sham ko dekho tab online hotay ho…
sotay bhi ho ke nahin ![]()
Re: Mohtaram TLK braather!!!
I was about to go to sleep after Faj'r... but ammi abbu called... and I just finished with them 10 minutes ago... I have one hour to sleep...
sonay dau mujhaY...
phir mujay dau ghanTay baa'd job say tau online aanaa hee hai :D
Re: Mohtaram TLK braather!!!
![]()
Koi haal nahin hai…
Re: Mohtaram TLK braather!!!
Hain! guppain lagana job hai kia ![]()
Re: Mohtaram TLK braather!!!
khaatoon.... hum job kaY saath gappaiN lagaataY haiN... job kee bajaaye gappaiN naheeN :D
we run some processes and have to wait so we have time - a lot of .. sometimes for like 25-45 minutes in between jobs... we have to kill it somewhere :D
Re: Mohtaram TLK braather!!!
Janab aap ki processing ho jaey to dobara online aaiye ga, main zara iftari karnay gaie thi ![]()
Re: Mohtaram TLK braather!!!
![]()
aanaa AQ kaa 2-12 (dobaraah) dhaagay maiN…
![]()
arae bhai zara puri thread parH letiN .. AQ ne sawal ka jawab de diyaa he
main ne yeh sawal ghaliban aap se poocha tha…
aur poora thread parhnay baith’ti to meray baal bachon ko iftari kon karwata ![]()
![]()
aap ke baal bhi roza rukhtay hain .. mashallah
shukar hai main to ganja hooN
Kabhi Qissa Chahar Darwesh ka naam suna he ya zindagi khwateen digest peRhnay main guzar di