Re: Mohtaram TLK braather!!!
Aali pe kiyaa guzree :hinna:
Re: Mohtaram TLK braather!!!
Aali pe kiyaa guzree :hinna:
jee paRhi hai:D
aur qissa tamaam honaY dhaagay kaa.
*This one is the best:D
*
Re: Mohtaram TLK braather!!!
Aali kaY chacha Chachi bahut zaalim thaY.
Chan Changlo sy poch lo:fifa:
![]()
Ziadah Khwaja Sa’g parast naa bano.
Re: Mohtaram TLK braather!!!
DO you guys remember Arzhang .. the desi superman ![]()
main apna nick change ker kay Arzhang kerwaa rahaa hooN
Re: Mohtaram TLK braather!!!
sirf zang bhee kaafi rahai gaa sire.
Aur meiN apna nick Gulabo karwa rahi hooN ![]()
** Umro Aiyar kahin ky:snooty:
**
aadi pehlwaan waali harkataiN naa karo.
Re: Mohtaram TLK braather!!!
Tum log pata nahi kis zamaney ki urdu bol rahey ho. Someone help me. Please.
aap zang main bhang na daalain ![]()
Gulabo ![]()
Nazuki oos ke lub ki kyaa kehi’ye
PankhaRi eik Gulabo ki see hay ![]()
Read Daastaan-e-Ameer Hamza and Tlism Hosh Ruba and you will know ..
by the way, aap dono hazrat, TLK and Nikki jee, aap logoN kaa kiyaa baaqi maandaa logoN say phadda ho jaataa hai jo yahaaN kaa rastaa bhool jaataY haiN? ![]()
Tum log pata nahi kis zamaney ki urdu bol rahey ho. Someone help me. Please.
Chalo ab Taleem o Trabiyat or Nonehal ki bat kerty hain:D
Hai ni mei marrrr jaaN’waaN. ![]()
Yeh on logon main aysy hain jaise PPP main Aitzaz Ahsen:D
issi liye I like Aitezaz Ahsan :)
Hum dono sab jaga hotay haiN jaisay hawa aur paani, wait, paani sab jaga nahi hota, but aaj kal water bottles are available in abundance ![]()
Meri gal te koi Koi nai mandaa, naa aaqi aur naa baqi
GN, please PP ka zikar naa kerain, abhi hi maine bohut sara pani piyaa he
Re: Mohtaram TLK braather!!!
PP
, Goodnews yeh tu ney kya ker diya re?