Mohammad Yousuf returns to Test Cricket

Tumhain kiya patta Dr. Asrar ki taqreer sun ker kitni achi neend atti hai Allah jhoot na bulwaey Santa Clara ki masjid main aik dafa ittifaq howa mausoof ki English taqreer sun’ney ka main do dafa soi or jhatkey se ankh khuli tu sharminda hoi ke sab kiya khain gi so rahi hai phir tesri dafa jab main ne daikh main hi nahi dain baain or khwateen bhi jhool ya jhoom rahi hain ankhain band keiy tu itminanse bathy bathy soi:D Cricket daikhty hoey bhala itni achi neend atti hai kahin:D
Baqi raha serious note tu jab chacha ko aytraz hai ke Father’s day ya mother’s day cards bidat hain (Ju kisi bap ya maan ke chehry per muskurahat la skaty hain) tu mian hamin criket hocky etc yani per waighra waighra aytraz hai

As a sachi pakki Muslima:D Mujhy cricket se jitni nafrat hai os ka andaza is link per click ker ke ker lo;)