**Aqabala kis main tha bhla:faizy: Os bandy ny tamam risaly i think 20 25 sal puranh bhi sanbhal ker rakhy hoy thy. Urdu Digest tu khyr hamary han ata hi tha. I felt one thing ky Bhutto ky dor ky risalon main byhoda pan tha or Zia ka dor any ky baad Farhad ali Taimoor bhi musharaf Ba Islam ho giya tha. If you pay attention to years and months you will feel that:D
PS: Jasosi Digest bhi km behoda nahi tha.Khas tor per Muhiuddin Nwab ki sarwarq ki kahaniyan. Koi is Muhiiudin Nwab ki pic hy kahin ya interview:hmmm:
**