SALAM…![]()
MOHABBAT raag hoti hay…MOHABBAT aag hoti hay
Ager ham ko khabar hoti hay…!
Na is raag ko gatay…Na is aag main jaltay…
MOHABBAT jaal hoti hay… Bohot janjaal hoti hay..
Ager ham ko khabar hoti…!
Na is jaal main atay …Na is janjaal main aatay..
MOHABBAT rog hoti hay..MOHABBAT sog hoti hay
Ager hamko khabar hoti…!
Na ham is rog ko sehtay…Na ham is sog main khotay..
MOHABBAT jhoot hoti hay…MOHABBAT ik fasana hay
Ager ham ko khabar hoti…!
Na tera aasra rakhtay…Na teri aas main jeetay…
MOHABBAT ker k pachtaaye…
Kioon DIL ki baat main aaye…
BLESSINGS…