*Mohabbat*

mohabbat sikha kar juda ho gaye…
na soocha na samjha bus khafha ho gaye…
duniya main aab hum kisko kahenge apna,
jab aap hi bewafa ho gaye …

hmm..not bad ..tum nay khud likha hai?

woh yaad aaye bhulate bhulat ....
dil ke zakhm bhar aaye chupate chupate....
sikhaya tha jisne muskurana ushi ne rulaya hai hansate hansate..

[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
hmm..not bad ..tum nay khud likha hai?
[/QUOTE]

kya lagta hai??
ek baat poochon aaisa q hota hai?

tum she’r aisay likh rahee ho, jaisay koi baat kahi hai, she’r sahi tarha likho tou parhnay main acha lagay :slight_smile:

kaisa q hota hai? :confused:

kuch nahi :slight_smile: