Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Tujhse Bicchar Ke Ham Bhii Muqaddar Ke Ho Gaye
Phir Jo Bhii Dar Mila Hai Usii Dar Ke Ho Gaye

Phir Yun Hu’aa Ke Ghair Ko Dil Se Lagaa Liyaa
Andar Vo Nafraten Thiin Ke Baahar Ke Ho Gaye

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Itna sakoot hai k yahan khamoshi bhi ab..
Khud dhoondti hai koi bahana kalaam ka..

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Kabhi Na Tootnay Wala Hisar Ban Jaoon
Voh Meri Zaat Main Rehne Ka Faisla To Karay

BeInG lOnely !!! SID !!!

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

A Contribution..

Tairay Mashwaray Ke Khalos Pay Mujhay Tark-E-Ishq Qubool Hay
Magar Aik Baat Hay Aay Hum-Nasheen Meri Zindagi Ka Sawal Hay

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

uljhe uljhe hoi hathoon ke lakeeron ke tarhan
zindage ho jaisay barbad jazeeron ke tarhan

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Nazar aaye na aaye koi aansoo pounchane vaalaa
Mere rone ki daad ay bekase ! deevaar-o-dar deinge

bEiNg LoNEly !!! SiD !!!

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

kaghaz kaghaz harf sajaya kerta hai
tanhai main shehr basaya kerta hai

kesa pagal shaks hai sari sari raat
dewaroo’n ko dard sunaya kerta hai

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Right :)

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Ghalat chalta hon tu rasta badalnay bhi nahin daytaa
Mujhay tanhayion kay sath chalnay bhi nahin daytaa

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Chalnay Nahi Daita Bohat Umdaa Sj :bb:

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

*Dil ka khilna na hum ko raas aaya *
*Tera milna na hum ko raas aaya *


*Dil main sou cha'yid ho gay dil main *
*Zakham silna na hum ko raas aaya *

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Bewafai par

Ik shakhs kar raha hai abhee tak vafa ka zikr
Kaash us zabaan-daraaz ka munh noch le koi

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

I am Missing Aabla Mr Asad Kithay Ho Yaar Yahan sari party moJood HAi tum kahan gum ho :teary2:

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Mere khataoo'n ke fehrist lay kay aaya tha **
**ajeeb shaks tha , apna hesaab choor gaya

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

**safaeeo’n ke bhe akhir sabeel ker lain gaay **
**Yeh bewafa bhe koi wakeel ker lain gaay :dannyboy: **

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Daikh aa kar kabhi ujray huay dil ki ronaq
Kaisi basti teri yaadon ki basa li hum nay

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Suno, Tum Laut Aao Naa.. !!

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Dil laraz jata hai jab naam-e-wafa suntaa hoon
Zindage main mujhay kuch aisay wafa-dar mily

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Tum mere paas hote ho goya
Jab koi dusra nahin hota

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Tooti Hai Meri Neend Magar Tumko Is Se Kia
Bajtay Rahay Hawaon Se Derr Tumko Iss Se Kia

Auron Ka Haath Thamo Unhain Raasta Dikhao
Main Bhool Jaon Apna He Ghar Tumko Is Se Kia

PS: Yaad Agaya.. :)