***"Log aik khaas din,
Mohabbat ke naam kartay hain,
Magar Mohabbat kisi aik din,
Ya kisi aik lamhe ki mohtaaj nahin hoti,
Mohabbat tou har pal,
Har lamha jaari rehti hai,
Aur har din hi Mohabbat ka din hota hai,
Par ye Mohabbat larkay aur larki tak mehdood nahin,
Na ye lafz Mohabbat,
Sirf dunya ki chahton se mansoob hai,
^ Baat uss ek lamhay ki nahin jis main muhabbat hoti hai, baat un saray lamhon ki hai jo mohabbat ke lamhe hote hain.. Aur yaqeenan koi ek din un saray lamhon ko samet nahin sakta.
Ninja Bhai that is religious talk so I never talk on this topic.
Maan Baap sub say aik jaisi muhabat kartay hain leekan unn main kuch ziyada special hotay hain jinn say woh ziyada muhabat kartay hain aur iss ka hargiz yah matlub naheen hota kah woh baqeon say muhabat naheen kartay …
Jaisay sub say chotay ko ghar main ziyada pyaar aur maar parti hay