Tumhaari angushteri kay nag mein
Meri muhabbat chamak rahi hai
Agar kabhi yeh gumaan bhi guzrey
Ke mein tumhain bhoolney lagaa hoon
Tou iss nageenay ko bhi ghour sey daikhoo
Meri nigaahoun ki jagmagaahat
Tumhaarii aankhoun sey yeh kahey gee
"Suno,
“Muhabbat tou khush-gumaan hai”
Agar koi bughz-e-dil ka maara
Falak sey tootaa huaa sitaara
Tumhaarey seeney mein waswasoun kay
Kaisey khanjer utaartaa hoo
K woo jo dil-phaink-o-bay-wafaa hai
K woo sab per freefta hai
K woo jo perdais jaa basaa hai
Tumhain bhanwer beech chour day gaa
Wafaa kay sab qoul tour day gaa
Chalo buss ab uss ko bhool jao
Tou iss sey pehlay ke jal bujho tum
Tou iss sey pehlay ke yeh kahoo tum
Woo aihd-o-paimaan sab ghalat thay
Wafaa kay unwaan sab ghalat thay
Sahar kay imkaan sab ghalat thay
Tum apni angusht-e-maahwash per
Gulaab chehraa jhukaa kay kehnaa
Suno, woo sach much bey-wafaa hai?
Tumhaara routa sawaal sun ker
Woo shokh nag muskuraa parey gaa
Tumhaarey gaaloon ko thapthapaa ker
Haseen angushteri kahey gee
"Suno,
:) Muhabbat Feeling Hoti Haina.. Parents Ke Leay Alag Aur Jissay Aap Apna Better Half Ke Leay Select Karain Uss Ke Leay Alag..
Ur Ager Inn Do Main Confrontation Ho.. N U Need To Select One..
Muhabbat To Muhabbat Hai.. Iss Main Kaheen Either and Or Ka Case He Nahi Hona Chaheay Na.. Per Kia Karain.. World Is Not PERFECT i.e. It Doesnt Always Go According To Our Wishes..

Anyways.. No Confrontations.. :)
Peace..
Take Care.. Regards,
don compare parents mohabbat wid other one
its totaly diff
agar yeh collide hoti hain to hamari he ghalti say
m i rite?
Aksar Hamari Ghalti Se, Magar Kabhi Kabhi Dono Taraf (i.e. Parents n beloved) Se Jhooti Ana Aa Jaati Hai.. Parents Kabhi Kabhi Apne Bachon Ko Ya Un Ki Zaruraton Ko Nahi Samajh Patay..
Aksar Hamari Ghalti Se, Magar Kabhi Kabhi Dono Taraf (i.e. Parents n beloved) Se Jhooti Ana Aa Jaati Hai.. Parents Kabhi Kabhi Apne Bachon Ko Ya Un Ki Zaruraton Ko Nahi Samajh Patay..
Bachay He Tou Hamesha Ghalat Nahi Hotay Naa..
ha lekin jin parents nay apko 20+ year seenay say laga k rakha wo kaisay 20 din me apko kisi k hawalay kardain
aur yeh sub batain hum jab he samjh saktay hain jab hamain parents wali feelin hongi
ha lekin jin parents nay apko 20+ year seenay say laga k rakha wo kaisay 20 din me apko kisi k hawalay kardain
aur yeh sub batain hum jab he samjh saktay hain jab hamain parents wali feelin hongi
Kisi Ke Hawalay Kerne Ko Kis Ne Kaha.. :)
Aur Ager Istakhaa Bhi Aap Kerwa Lain Uss Ke Baad Bhi Aap Na Manain.. Tou..?
Kher.. It is Getting Too Personal for Me Atleast.. So I Back-off..