ehsan
1
Mohabbat tark kee main ne garebaan see liyaa main ney
zamaane ab to Khush ho zahar ye bhi pee liyaa main ney
abhi zindaa huun lekin sochata rahata huun khalvat mein
ki ab tak kis tamanaa ke sahaare jee liyaa main ne
**unhein apnaa nahin sakata magar itana bhi kyaa kam hai **
keh kuchh muddat haseen khaabon mein kho kar jee liyaa mein ney
**bas ab to daaman-e-dil chhor doh bekaar ummeedo **
**bahut dukh sah liye mein ne bahut din jee liyaa mein ney **
danial
2
Re: Mohabbat tark kee main ne
:k:
AQ
3
Re: Mohabbat tark kee main ne
:)
fghd
4
Re: Mohabbat tark kee main ne
abhi tou mainey kuch kaha hi nahee 
Re: Mohabbat tark kee main ne
^ :aq:
IS
6
Re: Mohabbat tark kee main ne
kuch keh k to daikhooo 
Ehsan bahi very nice :k:
Re: Mohabbat tark kee main ne
yeh kya kia app ne
ps very nice
Re: Mohabbat tark kee main ne
mere tau ansoo nikal aay itna dukh hai es poetry main
Re: Mohabbat tark kee main ne
buhut khub Ehsan bhai :k: :k:
babri
10
Re: Mohabbat tark kee main ne
very nice.
Re: Mohabbat tark kee main ne
shair ka naam naheen likha?