mohabbat rog hoti hay kaha bhi tha,rula kar khud bhi roti hay kaha bhi tha,kinaaray kay bohat nazdeek lay jaa kar,yeh kashti ko daboti hay kaha bhi tha,azal say es ki fitrat hay zamanay ko jaga kar aap soti hay kaha bhi tha,yeh sar say paaoun tak bas raakh kar day gi,bohat baydard hoti hay kaha bhi tha
uuuuuuuuffffffff…yai muhabat hai yahan atom bomb…
plz koi achee shahiree likhain…hum saab rooh rahain hain yai parh kai.:kaboom: meeti paoo muhabaat tai tussi
arey muje yeh poetry bohaT passand aye hai aggar rona hai aap ne tu roo lain rona achi baat hai na
aur mawiz aap khud sweet se poetry karn inn ko tu na kahain kia aap ko akkal nehi ke kase poetry likhte hain
hehheheh well done go ahead aap bohat achi poetry karti hain …
ALLAH AAP Ko Hamesha KUSH Rakhe ![]()
zara phir se kahain
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
zara phir se kahain
[/QUOTE]
ak din bano gi may raja ki rani.....................
hum ne tow pehlay hi kaha tha
kisi ne sunna hi naheen :D