[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
*
Mohabbat raag hoti hai, Mohabbat aag hoti hai
Agr Hum ko khabr hoti
Na Hum is raag ko gatay, na Hum is aag mein jaltay
Mohabbat jaal hoti hai, Mohabbat junjaal hoti hai
Agr Hum ko khabr hoti
Na Hum is Jaal mein aatay, na Hum is junjaal mein aatay
Mohabbat roog hoti hai, Mohabbat soog hoti hai
Agr Hum ko khabr hoti
Na Hum is roog ko sehtay, na Hum is soog mein khotay
Mohabbat jhoot hoti hai, Mohabbat aas hoti hai
Agr Hum ko khabr hoti
Na Hum TeRa aasra ruktay, na Teri aas mein jeetay
Mohabbat kur kay pachtaay, kyoon Dil ki baat mein aay
sigh
[/QUOTE]
Buhat khoob. This has ben posted some weeks ago by you yourself I suppose :) Muhabbat itnee gale par gayee hai kia beebee? ;)