mohabbat nagahaan hai

mohabbat nagahaan hai,
kab kisay maloom ho paya
ke uska ab bhala anjaam kya hoga
kise maloom ho paya
ke dil ka shehr gar abaad hoga bhi
toa kab hoga…

   by: maheen.

very nice try:k::k:
keep it up:flower1:

good question

beautiful....

magar

log kahtay mohabat main asar hoota hai
kon say shahar main hoota hai kidahar hoota hai

nice:k:

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
beautiful....

magar

log kahtay mohabat main asar hoota hai
kon say shahar main hoota hai kidahar hoota hai
[/QUOTE]

hamaray shehar mein hota hai dilsay ;)

Good . very nice ,
Keep it up :k:

thanx 4 appreciation