Re: Mohabbat kya hai ?
Asal muhawra hai ‘Darya ko koozay main bund karna’.. Kooza ek chota sa bartan hota hai… jab koi boht gehri baat chand lines main kehta hai tab kehte hain ke ‘aap ne darya ko koozay main bund karlia’. In today’s technology, you zipped 1 GB file into 1 MB ![]()