Re: mohabbat kya hai
mera yeh khiyaal hai
haal aap kaa bay haal hai
pehlaY sho’ra-e-Gupshup kee jaaN pakRi
meraY dost! aap nay tau shaairi kee “baaNh” pakRi ![]()
qafiye, radeef milai aap nay
bazlah sanji saY jaaN chuRaai aap naY
Ik “ZameeN” pakRi aur bahaa diyaa alfaaz kaa dhaaraa
Cafe` maiN manaanaY laggaY aap tau Jashan-e-bahaaraaN ![]()