Lamhay
October 11, 2003, 5:48am
1
**
Salaam , kabhi kabar maazi hamay aisa sabak deyjata hai kay hum mushkil hi say bhula patay hain per woh aziyaat ka lamha
hamay jo ilzaam , jo khitab,jo tohfa dey jata hai woh dil per aisay naqsh chor jata hai kay zindagi main ussay bhoolana namumkin hota hai , aaj say aik baras pehlay kuch aisa hi hadsa guzara kuch aisay dhokay milay kay Lafz AitbaarO mohabbat say nafrat hogaye …
per acha hi hua sab kuch beet gaya haar cheez khatum hogaye…warna kitna aur dhoka khatay or khatay rehtay …!!! khuda kisi per aisa waqt na laye ameen!!
Mohabbat ki basti main gunah gar thehrey
Sumbhal kar chulay per khata kar thehrey
Va-e-rey kismat ajab khel khela tu nay
Chuptey phirey per ashkaar thehrey
Khultey nahi logh mudaaton baad bhi
Khuli kitaab thay per be-aitebar thehrey
motiyoon kay khuzanay bharey ankhoon main
Nigahon main zamany ki per be-kaar thehrey
Hum hi masoom they kay pehchanay na sazishoon
Ya phir apnoon ki bheer main hi ayaar thehrey!!!
**
Dilsay
October 11, 2003, 6:32am
2
Wonerful yaar... be happy khuda khush rakhay
AQ
October 11, 2003, 6:42am
3
Aameen :)
*Khultey nahi logh mudaaton baad bhi
Khuli kitaab thay per be-aitebar thehrey
**motiyoon kay khuzanay bharey ankhoon main
Nigahon main zamany ki per be-kaar thehrey**
*
thanks .. it reminded me of some thing too :-(
Lamhay
October 11, 2003, 6:49am
4
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Wonerful yaar... be happy khuda khush rakhay
[/QUOTE]
thanks dilsay brother khuda ap ko bhi hamesha khush o abaad rakhay ameen!
Lamhay
October 11, 2003, 6:50am
5
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
Aameen :)
*Khultey nahi logh mudaaton baad bhi
Khuli kitaab thay per be-aitebar thehrey
**motiyoon kay khuzanay bharey ankhoon main
Nigahon main zamany ki per be-kaar thehrey**
*
thanks .. it reminded me of some thing too :-(
[/QUOTE]
ap ko kyo yaad agaya ?
b happy AQ !
nikii
October 11, 2003, 10:49pm
12
Re: Mohabbat ki basti main gunah gar thehrey...!!!
[QUOTE]
Originally posted by Lamhay: *
*
Mohabbat ki basti main gunah gar thehrey
Sumbhal kar chulay per khata kar thehrey
Va-e-rey kismat ajab khel khela tu nay
Chuptey phirey per ashkaar thehrey
Khultey nahi logh mudaaton baad bhi
Khuli kitaab thay per be-aitebar thehrey
motiyoon kay khuzanay bharey ankhoon main
Nigahon main zamany ki per be-kaar thehrey
Hum hi masoom they kay pehchanay na sazishoon
Ya phir apnoon ki bheer main hi ayaar thehrey!!!
**
[/QUOTE]
zaberdast ,,
Lamhay
October 12, 2003, 6:03am
15
[QUOTE]
*Originally posted by Pyara sa doost: *
sundar
[/QUOTE]
shukriya sundar !
Lamhay
October 12, 2003, 6:04am
16
thanks Manan…
wah rey nahin Aaah rey pyar aah rey..
Lamhay
October 12, 2003, 6:05am
17
[QUOTE]
*Originally posted by AsSweetAs: *
beautiful...
[/QUOTE]
Thanks ASA!
Lamhay
October 12, 2003, 6:06am
18
Re: Re: Mohabbat ki basti main gunah gar thehrey...!!!
[QUOTE]
*Originally posted by nikii: *
zaberdast ,,
[/QUOTE]
thanks nikki....
Re: Mohabbat ki basti main gunah gar thehrey…!!!
*Originally posted by Lamhay: *
**
Salaam , kabhi kabar maazi hamay aisa sabak deyjata hai kay hum mushkil hi say bhula patay hain per woh aziyaat ka lamha
hamay jo ilzaam , jo khitab,jo tohfa dey jata hai woh dil per aisay naqsh chor jata hai kay zindagi main ussay bhoolana namumkin hota hai , aaj say aik baras pehlay kuch aisa hi hadsa guzara kuch aisay dhokay milay kay Lafz AitbaarO mohabbat say nafrat hogaye …
per acha hi hua sab kuch beet gaya haar cheez khatum hogaye…warna kitna aur dhoka khatay or khatay rehtay …!!! khuda kisi per aisa waqt na laye ameen!!
Mohabbat ki basti main gunah gar thehrey
Sumbhal kar chulay per khata kar thehrey
Va-e-rey kismat ajab khel khela tu nay
Chuptey phirey per ashkaar thehrey
Khultey nahi logh mudaaton baad bhi
Khuli kitaab thay per be-aitebar thehrey
motiyoon kay khuzanay bharey ankhoon main
Nigahon main zamany ki per be-kaar thehrey
Hum hi masoom they kay pehchanay na sazishoon
Ya phir apnoon ki bheer main hi ayaar thehrey!!!
**
Buhat khoob Lamhay jee :k:
Yaaad aa rahi hai